SSC MTS Bharti 2025 : Staff Selection Commission (SSC) ne MTS aur Havaldar ke padon ke liye notification 26 June 2025 ko jari kiya. Jo candidates 10th pass hain aur sarkari naukri ki talash mein hain, unke liye ye ek golden chance hai.
Online form bharne ki aakhri date thi 24 July 2025, aur exam hone wala hai 20 September se 24 October 2025 ke beech.
🔍 Important Dates – SSC MTS 2025
Event | Date |
---|---|
Notification Release | 26 June 2025 |
Application Start | 26 June 2025 |
Last Date to Apply | 24 July 2025 |
Fee Payment Last Date | 25 July 2025 |
Correction Window | 29 – 31 July 2025 |
Exam Dates | 20 Sept – 24 Oct 2025 |
📌 Vacancies & Salary
Havaldar (CBIC & CBN): 1,075 vacancies confirm ho chuki hain.
MTS Vacancies: Jaldi notify ki jayengi.
Salary: Basic ₹18,000/month, In-hand ₹20,000 – ₹22,000 ke beech.
👩🎓 Eligibility Criteria
Education: 10th pass hona zaroori hai.
Age Limit:
MTS: 18 se 25 saal
Havaldar: 18 se 27 saal
Nationality: Indian citizen
🧠 Selection Process
CBT (Computer-Based Test) – GK, Reasoning, Math, English
PET/PST – Sirf Havaldar ke liye
Document Verification
Medical Test
📝 Kaise Bharen Form?
SSC ki official website pe jaake OTR (One Time Registration) complete karein.
Personal & education details fill karein.
Photo/Signature upload karein.
₹100 ka online payment karein (SC/ST/PwD ke liye free hai).
Final submit karein aur print nikal lein.